Doston aaj ki is article me ham aapko btane wale hai ki 10 Best Offline game for android 2020 or ye bhi btaya hai ki best offline game for android to doston sara kuchh details me btaya hai or top 10 Best Offline game for android ke link bhi hai jahan se download kar sakte hai.
Doston bacche ho ya Bade sabhi ko apni free time mai game khelna bahut hi pasand hai Kyunki game khelne se Kuchh time ke liye Ham free ho Jaate Hain aur Hamen Apne kam aur workload se Thodi Aaram hoti hai aaj ke time mein mobile games bahut hi popular hai inhe Ham Kahin Bhi Khel sakte hain.

Doston aaj main aapko ismein aapke smartphone ke liye top 10 offline Android games ke bare mein bataunga jisse Ek Bar aapko khelna hi chahiye. yah Sare game bahut hi majedar hain aur yah aapki stress ko kam karne mein Kafi madad kar sakte hai or apko bhut maja bhi aayega.
10 Best Offline Game For Android Of 2020
Doston jitne saare aapko game milenge is post me sara game ka link uske sath me hi mil jayega jahan se aap download karke khel sakte hai ya fir aapko google play store me saare game mil jayega to aap jaise chahe waise download kare to chalo ab jante hai 10 Best Offline Game For Android Of 2020 ke baare me.
1 Subway Surfer Best Offline Game
Yah game bacchon Mein Kafi pasandida game hai is game ko Play Store se lagbhag 10 core bar download kiya gaya hai. yah game bade log bhi khelte hain aur yah Kafi majedar game hai. is game mein Main aapko Jack ki madad Karni Hoti Hai Jeck Ek Aisa baccha hota hai jo ki ek Inspector aur uske dog se bachne ke liye railway tracks mai bhagta hai.
Bhaagane ke dauran use bahut sari obstacle Aate Hain Jaise Kabhi train aagai track ke bich mai huddle hote hain use sari chijon Se Bachkar bhagna Hota Hai aur point Lene Hote Hain Aur iske alava railway track per aur train ke upar coin Hote Jise game piont ke Taur per Jama karne Hote Hai.
2 LUDO king Best Offline Game
Yah game Abhi ke time Mein Kafi famous game hai aap is game ko abhi Har Kisi Ke mobile mein dekh sakte hain yah game aapke purane Dinon Ki Yad dilate Hain Ki Kaise aap ghar mein baith kar Ludo Sabke Sath baithkar khelte Hain yah game offline or online donon tarike se khel sakte hain.
Is game mein aap aap Ek sath 4 log Khel sakte hain bilkul Ludo Ki Tarah is game ke sare rules Ludo game Ki Tarah hi hai. Is game ko play store mein 4.5 star ki rating Di gai hai aur isase 10 crore Se jayda bar download kiya Gaya.
3 Badland
Badland game free runner style game hai ismein aapko ke Jhund ko Ek Andheri Jungle Se Lekar Jana Hota Hai. yah game Kafi hi romanchak physics-based game hai. 2013 Mein is game ko sabse Jyada download kiya gaya tha. ismein aapko predict hota hai ki jungle mein aapko kaun sa weather aane wala kaun si obstacle Aane wali hoti hain aur usse aapke Chidiya ke Jhund ko Bachana Hota Hai.
Play Store me game ko 4.6 Star ke rating Di gai hai. is game ko Play Store se 1 crore se jayda bar download kiya gaya hai.
4 ASPHALT
Agar aap racing Ke Deewane hain aur aapko gadiyon mein race karna bahut hi pasand hai tab to aapko yah game bahut hi Pasand aaega. yah Ek racing game hai sabse majedar Hai Iski Grah Se Jab aap is game ko Khel Rahe Honge tab aapko Aisa Laga ki ap real main racing Kar rahe hai aapko Aisi feeling Aaegi. is game ne pure mobiles game Ki Duniya hi Badal Di hai. ismein graphics ke alava jo sound hai vah bhi Kafi realistic hai.
Is game ko Android Play Store se lagbhag 10 crore Se Jyada badh download kiya gaya hai.
5 Plague Inc
Agar Aapke dimag Mein Kafi khatarnak or distructive idea Aate Hain science ko Lekar to aapko is game Ko Ek Bar try karna chahie. is game Mein Aapki strategy ko bhi check kiya jata hai aur aapke Buddhi ko bhi ismein aapko Ek deadly virus ko banana hota hai aur use pure world Mein spread krna Hota hai aur isase aap score Diya Jaate Hain aur aap jitne jadde Logon Ko is se infect Karva Doge aap ka score utana hi Badhega.
6 Freeze!
Doston yah game Kafi romanchak game Hai is game Ne escape type game ki paribhasha ko hi Badal Diya Hai. is game mein aapko Ek ball ko free Karana hota hai Jiske Liye aapko Puri game setup Kuchh change Karni hoti ha.
Jaise aajkal ke game thoda challenging aur relaxing type ke Hote Hain. Priya game challenging game main ismein aapko bahut saare Ke question Puche Ja sakte hain jisse aapki Ki brain ki takat ko bhi dekhte hai. isliye main aapko Kafi smooth soundtrack dekhne Ko Milta hai aur yah game Kafi smooth game play aapko Deti Hai.
7 Bubble shooter
Yah game bubble type ka game hai jismein aapko matching colours ke bubble ko fodna Hota Hai isase aapke scores badhate hain. ismein aapko level ke anusar Kuchh Bubbles Diya Jaate Hain jisse aapko Upar a rahe hain bahut Sare bubbles mai Mar Na Hota Hai jaise ki Agar aapke pass blue barabar hai.
Aaur Upar a Rahe bubble ke group mein aapko dekhna hota hai ki kahan per Jo blue bubble jyada hai ya do Se Jyada blue bubble Ek Sath Hain Use line mein aapko Apne blue bubble ko maarna hota hai jisse ki Ek blue bubble ki line Banni chahie Jo 3 bubble se jyada ho Jaise yah line Ban Jaati Hai blue Bubbles khatm Ho Jaate Hain aapko Kuchh scores Milte Hain. Jitna aapko Bubbles aapke level mai diye jate bubble ka use Karke aapko Upar Diye Gaye bubble group ko khatm karna Hota Hai.
- Is game ko Google Play Store Ne 4.2 star ki rating Di Hai or yeh game 24 MB ka hai.
- Is game ko Google Play Store se 1 crore se jayda bar download kiya gaya hai.
8 Temple run 2
Is game mein aap ek gufa Se Nikalte Hain Jis Gufa mein Ek gaint monkey rahata hai. aapko is gaint monkey se bachte hue is game ko apko complete karna Hota Hai. Ek game Kafi adventurous Hai Iski graphics bhi Kafi acchi hai. yah game bacchon Mein Kafi Jyada Pasandida raha hai aur is game ko bade log bhi bahut hi khelte hain.
Is game mein aapko bahut Sareobstacle aur bahut hi realisticobstacle aapko dekhne Milte Hain.
Yah game 90 MB ka hai. is game ko Google Play Store Ne 4.3 star rating Di Hai Arif game ko Google Play Store se 50 crore Se Jyada download kiya gaya hai.
9 Candy crush saga
Yah game Kuchh sal pahle Ek Nasha Ki Tarah Logon Ko bich mein ho gaya tha. yah game Android app ke liye sabse lokpriya game mein se ek jana jata ha.
Is game mein aapko alag alag level ko achieve karna Hota Hai Har level Mein Aapki difficulties use Nahin badhati Jaati Hai. yah game Ekta se bubble game Ki Tarah Hai Jisne aapko matching candies ko ek Jagah yah Ek line Mein Rakhna Hota Hai. Har level main aapko Kuchh turn hi diye jate hai apko itne hi turn m apko level pura karna hota hai.
- Yah game 90 MB ka hai Google Play Store is game ko 4.6star ki rating di hai.
- Is game ko 10 crore Se Jyada Google Play Store se download kiya gaya hai.
10 Alto’s adventure
Is game Ne acche games ke level ko Hi Bada Diya Hai. yah Ek free runner style ka game hai jismein aapko Ek character ko Uske destination Tak pahunchana Hota Hai. Har Bar is game Mein naye naye obstacle aate hain jisse ki yah game aur challenging ho jata hai. is game ko aap ko ek bar Jarur khelna chahie. is game ke graphics bhi Kafi acchi hai aur ismein sabse acchi baat hai ki ismein ek Piano based soundtrack Diya Gaya.
Top 10 Best Offline Game For Android Of 2020
Doston aapko ek bar in Sare game ko khel ka dekhna chahie yah game Kafi majedar Hain is game ko khelne me aapko Kafi Jyada maja aaega. To doston aaj ki is article me ham aapko btaye ki 10 Best Offline Game For Android Of 2020 or bhi 10 Best latest Offline Games For Android to mujhe umid hai ki aapko ye article pasand aya hoga.
Doston agar aap kuchh is article ke releted kuchh suggestion dena chahte hai to aap hame comment section me apna suggestion de sakte me use improve karne ka kosis jarur karunga.
Written By:- Ashish