Internet Ek Eshi Duniya Jahan Pe kuchh bhi safe nahi hai na app kisi pe bharosha kar sakte hai chahe o kuchh bhi ho kahe nahi bank details ho ya phir account password ho ya fir whatsApp account ho ya fir koi device internet ki duniya mai hai jo hack nahi kya jaa sakta internet ki duniya mai har chij hack ho sakta (What Is Two Step (टू स्टेप वेरिफिकेशन क्या है ) Verification In Hindi) hai lekin Hack karne Walo ke pass hacking pura knowledge hona chahiye.
or hacking ka group honi chahiye tabhi esha possible hai lekin app hack karne wale ko Itna Mushkil bana do ki woh haar Maan Jaye issi Ke Liye two step verification future Banaya Gaya Hai. jo ki ab har chijo mai two step ka features diya jaa raha hai To aaj ke iss post mein hum aapko two step verification ke baare mein bataunga ye kya hai Iske fayde aur nuksaan kya kya hai sara kuchh deatils mai btane wala hu.
What Is Two Step (टू स्टेप वेरिफिकेशन क्या है ) Verification In Hindi
Aajkal Har koi apna account ko safe rakhne ke liye two step verification enable on
Karta Hai is feature ka use aajkal Har online system Mein Hota Hai jaise ki online transaction yani agar aap apne debit card or credit card Se Kuch Bhi Online Payment karte hain Or Apne email account ko hack hone se bachane ke liye or sare bhi WhatsApp Facebook two step verification ka use Kiya jata hai.
Two Step Verification Kya Hai What Is Two Step Verification
Two Step Verification Jise ham (Two factor Authentication) bhi kehte hain ek security layer hai jo ki aapke account jaise ki bank account email account in sabko aur Jyada secure Bana deta hai ya phir Hum ye bhi kah sakte hain ki Aapke account ki security code ko double kar deta hai. Log Apne password ko Har website Mein Ek Jaisa rakhte Hain jisse Ki aapka account aasani se hack ho sakta hai agar apke Ek bhi password Kisi bhi
hacker ko pata chal gaya to aap ke sare account ko aasani Se hack kar sakta hai yahan par
Two step verification bahut kaam Aata Hai agar Apne two step verification ko enable kar rakha hai aur kisi hacker ko aap ka password pata hai toh Woh hacker tab bhi aapka account hack nahi kar sakta hai Kyunki hacker account use karne ke liye To Step verification se guzarna padega tabhi hacker Apke account ko hack kar sakta hai.
Two-Step Verification Kaam (Work) Kaise Karta hai How Is Work Two-step verification
Ab aap soch rahe Honge ki two step verification kaam Kaise karta hai aur yeh Kis Tarah Hamare account ko safe karta hai to mai aapko batata hoon ki ye Kaise kaam karta hai aur Kis Tarah Ye aap ke account ko hack hone se bachata hai yani safe rakhta hai apne OTP ke baare mein toh suna hi hoga Jise Hum One Time Password bhi kahte hain to samajh Lijiye
ki ye Two Step verification Hi hai two step verification mai aap ka mobile number register Kiya jata hai yani agar koi bhi user ke paas aap ka password hai aur woh log use karta Hai apke id ko To aap ke mobile mein ek OTP code Aata Hai Jab tak Aap OTP Code ko Nahi Daalenge tab tak aapka account open nahi hoga ya phir aap usse nahi kar Payenge To Is Tarah Ye aap ke account ko secure kar deta hai.
Two Step Verification Ke Fayde Aur Nuksaan (Advantage & Disadvantage)
- Two Step verification Aapke account ki security code double kar deta hai.
- 2nd unauthorized access se safe rakhta hai.
- 3rd Online transaction Ko safe banata hai
- baalo ka jhadna eshe roke
Two Step Verification ke nuksaan (Advantage & Disadvantage)
Sabse bada nuksaan yahi hai ki agar aap ka mobile number Kho jata hai yani ki kahi bhul jata hai to agar aap ke paas aap ka mobile number nahi hai to aap login nahi kar Payenge aapko login karne mein pareshani Ho Gi Kyunki ye two step verification mein jo OTP aata hai aapke mobile Mein Woh Jab tak nahi daalenge tab tak open nahi hoga yahi thoda dikkat Hota Hai Ki Bina OTP Ke apka account open nahi kar sakte hain.
Tips:-
agar aap apne account ko hack hone Se Bachana chahte hain toh main aapko two step verification ki Salah deta hoon aap zaroor enable Kar Ke Rakhe Ta ki aap apne account ko safe and Secure Rakh sakte hain thank you for this post-reading.