Dosto agar aap pubg mobile lite game khelte hai to aapka bhi pubg mobile lite kabhi na kabhi jarur lag karta hoga or hamlog ise fix karne ke liye activa.sav ka paryog karenge jisse hamara pubg mobile lite lag fix ho sake to aaj ki is article me, me aapko btaunga Activa.Sav Download | Fix Lag 100% Pubg Mobile Lite Latest Update to agar aap sara kuchh janne me intrest rakhte ho or activa.sav file download karna chahte ho to article ko pura padhna.
Guys wiase to pubg mobile lite lag fix karne ke liye hamlog config ka use karte hai jisse hamara lag fix ho jata hai or maine pahle bta rakha hai ki Fix Lag PUBG MOBILE LITE Use Config Latest Update For Low Ram wo bhi puri details me or step by step to ise download kar sakte ho.
Guys hamara activa.sav file darashal ye pubg mobile lite game ko smooth karne ka kaam karta hai yaani ki hame game ke andar 60fps game play provide karta hai jisse hamlog pubg mobile lite game ko achhe se khel paate hai warna bahut dikat hota hai to niche me aapko step by step btaunga ki kaise aap activa.sav file ko download karke use kar sakte ho.
Activa.Sav | Fix Lag 100% Pubg Mobile Lite Latest Update

Guys me aapko thoda or jankari dena chahta hun ki hamara pubg mobile lite lag karne ki pichhe bahut si karn hoti hai jo me aapko niche btaunga par ye yaad rakhna ki is activa.sav file se aapka game bahut hi smooth chalega to ab chalo jaan lete hai.
PUBG MOBILE LITE aapke galti ke karn bhi Lag karti hai
- Aapka phone me internal sapce bahut kam hoga ye bhi karn ho sakta hai.
- Aapke android phone me Ram bahut kam khali hoga to aapko ram khali karke rakhna hai.
- Aapke android phone ke background me application bahut jayda chalta hoga to aapko pahle saare background application ko close karke rakhe.
Ye saare chijon se bhi aapka PUBG MOBILE LITE lag karta hai lekin hamlog koi dheyan nahi dete hai to ye saare chhote chhote point aapko dheyan me rakhna hai.
Kuchh Baate Ka Bhi khas Dheyan Rakhe
- Kosis kare ki aapka internet speed fast ho warna kabhi kabhi net bahut slow chalta hai to ispe bhi dheyan rakhe.
- Kosis kare ki aapka internal storage khali rahe jitna jayda khali rahega utna kam lag karega.
- apna Background apps ko hamesa close karke hi rakhe.
- aapka Ram bhi kuchh khali hona chahiye.
- Unused application ko uninstall karke rakhe.
To guys aapko ye saare tips ko follow karna hai kyunki jayda tar hamara PUBG MOBILE LITE in sabhi karno se lag karti hai jise hamlog ignor karte hai par aap yesha mat karna to guys ab chalo activa.sav file ke baare me jaan lete hai iske baad aapka pugb lag 100% fix ho jayga.
Activa.sav file ko use kaise kare
To gusy sabse pahle aapko activa.sav file ko download karna hai jo aapko niche link mil jayga bas aapko wahan se download karke rakh lena or ab step follow kare.
- Sabse pahle Active.sav File ko Download kare
- Iske baad ye ek zip file download hoga to aapko pahle ise extract kar lena
- Iske baad aapke saamne “Active.sav” file milega
- Iske baad aapko Active.sav file ko Copy ya Cut kar le.
- Iske baad aapko apne internal Android folder me jana hai (Android, + Data, + com.tencent.iglite, + files, + UE4Game, + Shadow tracker, + Shadow tracker Extra, + Saved,SaveGames, Replace kar de
- Yaani ki aapko pahle wala activa.sav file se replace kar dena hai then aapka kaam ho geya
- You are Done!
Activa.sav File Download
Latest Activa.sav file download
Kuchh Important Tips
- Itna Process hone ke baad aapko apna Mobile ko Restart karna hai.
- Fir PUBG MOBILE LITE ko open kare
- Finally aapka PUBG MOBILE LITE Smoothly chalne lagega yaani ki 60fps me chalega.
Activa.Sav | Fix Lag 100% Pubg Mobile Lite Latest Update
To guys aap istrah sa apna pubg mobile lite ko lag fix kar sakte ho activa.sav file ke help se to mujhe umid hai ki aapko ye article pasand aya hoga ki FIX LAG | Active.sav Extreme 60 FPS for PUBG Mobile Lite wo bhi step by step btane ka kosis kya hun taaki aapko achhe se samjh me aaye to agar aapke ye article pasand aya ho to aap apne sabhi social media pe jarur share kar dena.
Agar aapko is article ke related koi doubt ho to aap hame comment section me puchh sakte ho.