Top 5 Best Operating System For Hacking [New Edition]

Guys aaj kal ke samye me har koi ko Agar hacking sikhne me maza aane lga hai agar aapka man ek ethical hacking me bahut jayda man lagta hai to me aapko btaunga Top 5 Best Operating System For Hacking in hindi jo puri trah se hacking ko support karta hai or isme aap hacking sikh sakte ho.

Guys akshar log hacking ko ek buree aur avaidh cheez maante hai. halanki, yah bilkul sach nahi hai. hacking hamesha kampyooting ka ek hissa raha hai aur yah ek vyaapak subject hai jo aap sochate hain. ek ethikal hackar ka kaam network ke andar ya kisi protocol mein jo kamjuri hai usko pata lagana hai Top 5 best operating system for hacking in hindi.

guys maine pichhle article me btaya tha ki Top 10 best android hacking apps or top 10 best windows hacking tools in hindi ye saare chij btaya tha agar aap janna chahte hai to aap ek baar jarur padhe.

top 5 best operating system for hackers
pic: pixabay

Jab aap hacking sikhna chahte hai to aapka man me ye sawal jarur aya hoga ki hacking me kounsi operating system ka paryog kiya jata hai or agar aap ek ethical hacker banna chahte hai to pahle aapko ye sare Top 5 Best Operating System For Hacking in hindi ke baare me janna thoda jaruri hai.

Top 5 Best Operating System For Hacking [New Edition]

Aaj bhi Bahut saare log hai jo ethikal hacking sikhne ka ichchhuk rakhte hai. kher jo log best operating system for hacker ke baare janna chah rahe hai wo ye article ko pura dheyan se padhna kyunki me aapko Top 5 Best Operating System For Hacking btane jaa raha hun.

 1  Kali Linux

Guys agar aapko hacking ke baare me thoda bhi pta hai to kali linux ke baare me aapko jarur pta hoga bascically yah sabase aadhunik (OS) mein se ek hai jiska upayog hackers duara pen testing or bahut saare safety vulnerabilities ke liye kiya ja raha hai. yah ek Linux based operating system hai jo aapko dusre OS mein maujood jo vulnerabilities ya jo bhi use aap jaan sakte hai to aapko ise ek baar jarur use karna chahiye.

  • Kali ISOs me full Customisation
  • Kali Linux Full Disk Encryption
  • Kali Linux Live USB persistence with LUKS encryption

 2  BackTrack

Guys Kali Linux operating system back track hai jo pichhle kuchh saalon se upyog kiya ja raha hai aur network cracking aur pen-testing ke liye OS ke roop mein jaana jaata hai. aur yah sabse achchhe OS mein se ek hai jo security ke saath har network hack kar sakte hai.

  • One-stop-shop for all of your security needs
  • Metasploit for integration

 3  Pentoo

To guys ab baat karte hai is list ke tisre number operating system ke baare me jiska naam hai Pentoo yah hackers ke lie sabse achhe (OS) mein se ek hai jo sirf live CD ke rup me hai.

dosto isme aapko bas is OS ka ek bootebal usb banaana hai or phir apne PC par boot karana hai, or ise install karne ki koi jaruri nahi hai, bas aapko ise apne PC par chalaana hai aur hacking attack karna hai.

  • Pentoo operating system 32-bit and 64-bit versions me Available hai

 4  Parrot – Sec Forensic OS

Guys ye ek or achha parrot security ek operating system hai, jo Debian GNU/Linux par aadhaarit hai, jo Frozen box OS or kali linux ke saath mix rahti hai, jo attacker suraksha parikshan ke lie best penetration or security provide karta hai. yah Frozen box Dev Team ke through developed IT security or penetration testing ke liye ek operating system hai.

  • Custom hardened Linux 4.3 kernel, rolling release upgrade line
  • Custom Anti-Forensic tools
  • Custom interfaces for GPG

 5  BackBox

Guys ye hai hamara is list ka sabse akhiri Hacking oprating system BackBox ek ubuntu-based linux distribution penetration testing and security operating system hai ye ek web application analysis, network or information system analysis toolkit provide karta hai.

Or yah operating system aapko security or privacy ke baare me jane ka provide karta hai to ye bhi aapke liye best operating system me se ek hai.

Top 5 Best Operating System For Hacking 2020

TO guys maine aapko btaya Top 5 Best OS For Hacking in 2020 puri details me samjhane ka kosis kya hun taaki aapko achhe se samjh aaye or jo bhi btaya hai details me to aap chaho to use kar sakte ho.

To mujhe umid hai guys aapko Top 5 Best Operating Systems For Hacking in hindi [New Edition] pasand aya hoga or aapko ye article se help full  mili hogi agar sach me achha lga ho to apne dosto ke sath jarur share karna taaki usko bhi kuchh help mil sake.

Guys agar aapko is article me koi doubt ho to aap hame comment section me puchh sakte ho.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here