How To Start Web Project For Beginners in Hindi

Jab ek student college mai padhai karta hai toh Hamesha Uske Mann Mein Ek Sawaal aata hai ki Aage jaake kya karna hai jisse ki ek Behtar Zindagi Aage jaa ke jee sake aur ek successful Insaan Ban sake log friends or family aapko bahut Kehte Hain Ki web developer ka padhai kar lo (How To Start Web Project For Beginners Full explain in Hindi) bahut Achcha course Hai To students ke man mei web developer ka naam sunte ek Sawal aata hai.

kya hai.? websites bnana start kaise kar full information in Hindi.

iske liye kya kya Yogeyta (ability) chahiye karne ke kya kya fayde Hai Puri Jankari Hindi mein web development / web developer bahut hi popular course Hai Jise karne ke baad aap aasani se apne websites ko develope or design kar sakte hai lekin iss course ko karna itna easy nahi hai iske liye apko khub mehnat karna padega . sabse Pehle Jaan Lete Hain web developer or web designer kya hai full Jankari Hindi mein.

How To Start Web Project For BeginnersFull Information in Hindi

start web project

What Is Web Development.? Web development Kya Hota Hai.?

web development yani ki naam sunte hi apka kheyal websites pe chla jata hai, website
internet Se Juda hota hai For Ex:- website banana database web based software domain hosting management yaadi Is Tarah Ke Sare variable web development ke antargat Aate Hain.

Kisi bhi website ka jo back side work hota hai web development Kehlata Hai example Kisi website Ki Kisi menu par click karne Par Kisi bhi page ka open Hona website par
search karne se Search ke aage Aana display ho na ya fir data store karna ye sab development ka work hota hai. For Ex:- asp.net PHP PYTHON SQL etc.

What is Web Designing Web designing kya hota hai.?

web designing yani Kisi website ko design karna yani ki web application design karna web designing Kehlata Hai. ek Web Designer banne ke liye aapko kla hona chahiye Ye ya fir designing mai interest hona chahiye uske sath hi aapko Rang ke baare mein achhi Samaj.

Hona Jaroori Hai web designing ke andar website Look image graphics layout mai bahut kaam Aata Hai Jo Ek web designer ke sare software programming language ki madad se karta hai yani GUI (graphics user interface) web designing HTML CSS JavaScript ye sab learn karna chahiye web designer banne ke liye.

How TO Start Web Project.

Jab ek student apna web designing ka course complete kar leta hai tab o sochta hai ek project bnana ustime usko bahut jiada dikat hoti hai start karne mai o soch mai pad jata hai akhir satrt kaise kare to aaj is post me mai apko batunga ki app apna project kaise start kar sakte hai bilkul easy way mai to iss post ko pura pade or dheyan se padhe or Step folow kare.

  • Fix Your Goal
  • Navigation Diagram
  • Finalize Files

Fix Your Goal For Web Project

  • Sabse pahle apna goal fix kijiye kyunki jab app start karte
    hai tab bahut jaida confusion hota ki akhir kaise start kare
    issliye pahle apna goal ko fix kijiye ki apko kya bnana hai.
  • Mai Apko book record management ke example dekar btaunga ki apko
    kaise karna hai iske baad apko idea ho jayega or app easy tarike se kar
    sakte hai.

Navigation Diagram For Web Project

  • Kai baar esha hota hai ki jab ham soch bhi lete hai ki hamko ek project bnana hai but app bahut jaida confuse ho jate hai ki usme kitna file rahega ya fir kya kya page rahega konsi page rahega ya fir kounsi file rahega ye sab soch nahi paate hai.
  • Issliye app sabse pahle navigation diagram bnaye jisse ye hoga ki app beginers time pe apko dikat nahi hoga app easy tarike se bna sakte hai issliye app Navigation diagram ko teyaar kijiye.
  • jab bhi app teyar karte hai tab app ek bada sa sheet pe teyaar kijiye taki app easy tarike se samjh paye.

Finalize Files

  • Iske baad app apna file ko finalize kijiye ki apko kon kon sa file bnana kya kya chij ka file rahega sara kuchh pahle app soche iske bad finalize kijiye kyunki jab koi student ek beginers level pe start karta hai tab bahut jaida confusion mai rahta hai ki akhir konsa page ke liye konsa file rahega yani ki konsa page ke baad konsa page mai jana hai ye sare chije
  • iske baad app apna pura teyaari achhe se kar lijiye taki apko kabhi dikay na ho or app easy tarike se kar le apna project complete
  • kyunki jab app app beginers lavel pe hote ho tab apko bahut sara confusion hota
    ki akhir mai kya karu kiase mai apna projetc bnau issliye app ye sare step folow kare.

home page

Steps

  • Sabse pahle ek sheet liye.
  • Iske baad navigation kiye book record managent ka kitna page hona chahiye.
  • Iske baad ye decide kiye ki konse page ke baad konsa page hona chahiye.
  • Iske baad finally navigation diagram ready kiye.

Login Page

Steps

  • Sabse pahle decide kiye login page kis trah hona chahiye.
  • Fir ek transparent glass add kiye.
  • Fir login page mai Name or email ka option fill karne ka option bnaye.
  • Fir usko ek div ke andar mai rakhe hai.
  • Fir finaly login page bnaye.

web project satart tips

Home Page

Steps

  • Sabse pahle home page ka layout ke baare mai soche.
  • Iske baad ek header mai ek logo add kiye.
  • Iske Baad ek bahut bda sa text add kiye.
  • Iske baad ek button bnaye.
  • Iske baad link create kiya uss button ke andar.
  • Fir Finally complete hua.

Agar Apko ye post achha lage to app iss post ko share kar dena.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here