Gmail mai 25MB Se Jyada file size ko kaise send kare kyunki gami ke andar sirf app 25MB tak size ko gmail mai send kar sakte hai but Gmail Ek bahut hi jaida use hone wala popular free email service Hai Jiska use Puri World mein kiya Jata Hai male bhejne or receive karne ke liye agar aapka kaam Internet se related hai toh aap Gmail service ka istemal Jarur.
Karte honge files document bhejne ke liye ya fir receive karne ke liye but aap ne dekha hoga ki sir 25MB tak send kar paae hai to iss post ko pura dheyan se padhna kyunki mai apko iss post btaunga ki kaise aap 25BM se jaida size file send kar sakte hai puri trah se deatils mai.
How To Send Large File In Gmail Full Information In Hindi
Use Of Google Drive
Agar aap Gmail mai 25 MB se jaida file size ko send karna Chahte ho gmail ke through se toh uske liye Google ne cloud storage banaya hai iska naam hai Google Drive Aap 15 GB data store kar sakte hai online iske sath Aap Ki Marzi se aap email may 25 MB Se Jyada ke file size ko send kar sakte ha kaise aap Google Drive ki madad se 25 MB Se Jyada ke file size ko send kar sakte hai gmai number kaise badle.
Click on Compose Button.
sabse pahle app apna gmail se login ho jaye fir jab ye open ho jayega fir apko compose ke button pe click karna hai Iske baad email bhejne ke liye ek image box open ho jayega Jayega.
Second Steps of Google Drive
Jaise hi aap composed pe click karenge uske baad aapko Yahan Ek email box khulega Jahan se email bheja jata hai ab aapko Gmail may 25 MB se kam file ke size ko bhejna hai
toh iske liye aap attached file par click kar sakte hain lekin 25 MB Se Jyada ka file Hai To uske liye Google Drive ke icon pic pe click Karen.
Third Step Ab Upload Pe click Kare
Ab aapko file upload karna hoga email Main Toh iske liye aapko Google Drive ke upload option pe click karna hai uske baad select file from your computer pe click kare aur phir upload pe click Karen apka file upload hona start ho jayega.
Fourth Steps Ab Send Pe Click Kare
Jaise hi aapka files upload Ho Jaye uske baad apko send pe click karna hai ab aap ko
Dobara share and send pe click Karke click Karte hi aapka file send ho jaayega jaisa bhi file send karna chahte hai bilkul easy tarike se send ho jayega ye saare tips ko apna kar appsend kar sakte hai.
Agar Apko ye post achha lage to app iss post ko share kar dena.