Gmail Number Kaise Change Kare | How To Change Gmail Number Hindi

Gmail Ek bahut popular email website hai Gmail ko use Karne Wale ki tadad duniya bhar mein jaida ho rahi kyunki Gmail 1 free service Deta Hai Jahan Pe free mein email bhej sakte hai or receive kar sakte hain uske sath hi apne data ko Gmail ID mein Google Drive me save kar sakte hain wo bhi free mai lekin Gmail account mein agar apne mobile number add nahi kiya hai ya phir Apne Apne Gmail ID se pehle se mobile number add kar rakha hai aur woh number aapke paas Nahi Hai Toh aise mein aapko number dalna bahut zaroori hai.

To AJ ki post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain Ki Kaise aap apne Google Gmail account mein Purana number ko badal sakte hain Gmail account mein phone number ko badalna bahut jaroori Hai Kyunki agar aap apne Gmail account ka password Bhul Jate Hain ya phir aapka account hack Ho Gaya Hai Toh aise mein aap apne phone number ke use Se Apna gmail password La sakte hai yani ki Badal sakte hain Agar aapko password Yaad Hi Na Ho Toh. to ab chaliye mai apko btata hu ki aap kaise Gmail ID mein phone number ko add kar sakte hai aur Badal sakte hain.

Gmail Number Kaise Change Kare | How To Change Gmail Number Hindi

how_to_change_gmail_number

Gmail Account Mein Phone Number Kaise Badle..?

  • First step Gmail mail login Kare:- Aur phir my account pe click Karen sabse Pehle Aap Ko Apne Gmail account mein login karna hai apne Gmail id aur password Daal Ke uske baad aap ko Upar ki sad profile pic click karna hai Jaise hi aap profile pic pe click Karenge wahan pe aap ko my account ka option Milega Toh aapko uspe click karna hai
  • Second Step Ab Aur Personal Information Pe Click Kare:- Jaise hi aap my account pe click karte hain toh isme aapko 3 option Dikhai Denge Ek

(Sign in & security) (Personal Info & Privacy)

Account Preference
To aapko inme se beach wale option ke aur personal account pe click karna hai

  • Third Step Ab Phone Pe Click Kijiye:- Jaise hi aap aur personal info per click kerte hain ab aapko yahan pe phone option Ke Samne aapka phone number add Hoga Agar apne phone number add kar rakha hai toh ab aapko apna phone number dalna hai toh aapko ispe click karna hai.
  • Fourth Step Ab Aapko Pencil Pe Click karna hai:- Jaise hi phone number pe click Karte Hain To uske baad aapko Samne ek pencil ka option Dikhai Dega toh aap ko iss par click karna hai Jaise hai aap iss par click Karenge to aap se Dobara password ke liye Puchega toh aap ko Dobara password dalna hai aur sign in pe click karna hai aur phir se pencil pe click karna hai.
  • Five’th Step AB Update Phone Number par click:- Karke aapko Samne Chhota se window option Dikhai Denge Ek update number remove number aur cancel toh aapko update phone number pe click karna hai toh uske baad aapko Porana number delete Karke naya phone number dala na hai jo bhi aap ka number hai Iske baad apko verify pe click karna hai uske baad aap ke mobile number mein 6 digit ka confirmation code aayega toh Woh aapko uske andar dalna hai aur verify karna hai uske baad aap ka mobile number Gmail account se Badal Jayega.

  • Note:-

Tips Agar aapka Gmail account
bahut hi important aur aap apne account Ko khona Nahi Chahte Hain Aise mein aap ko kahunga ki aap zaroor Gmail account pe apne phone number add kare ya phir phone number Gmail account mein bhi phone number ko Badle Ki baad mein agar aap password
Bhul Jate Hain to aasani se recover kar sakte hain thank you.

Previous articleHacker Kaise Bane How to become hacker in hindi
Next articleCancel Cheque Kya Hai | What Is Cancel Cheque How To Make It In Hindi
Hello Guys मैं Aabid Ansari (RALEARN) का Technical Author & Co-Founder हूं Or Baat करूं Education कि तो मैं एक Computer Science से Diploma Kiya Hua हूं मुझे नई नई Technology से संबंधित चीजों को सीखना और दूसरों को सिखाने में बड़ा मजा आता है मेरी आपसे विनती है कि आप लोग इसी तरह हमारा सहयोग देते रहिए और हम आपके लिए नए-नए जानकारी उपलब्ध करवाते रहेंगे |

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here