Aaj ke time haiking duniya mein bahut jyaada popular ho raha hai logon or student kee
interest hai ki ek hacker bane or student mai kafi day by day hacking me interest hote jaa raha hai lai saare log haikar banna chahata hai aaj ke time mein kaee private college
institute mein haiking seekhane ke liye alag se course banaaya hai jise learn karke student hacking seekh sakte hain lekin bahut se log jo aajakal online hacking seekh rahe hain lekin online haiking course mein basic cheejon ko shikaya nahi jata hai jisse logon ko hacking ka course ko shikne mai bahut jaida dikat hoti hai
or achhe se basic knowledge ke baare mai jara sa bhi pta nahi hota hai aur phir jab ham online hacking jab sikhte hai to hamlog ko kuchh bhi samjh mai nahi ata hai jsike karn hamlog online hacking nahi shikh paate hai to aaj ke iss post mai ham apko btayenge hacker banne ke liye kin kin chijon ka basic skills hona chahiye.
Hacker banne ka kai type hote hain koi achchha hacker banta hai yani ki hacker bankar koi achha work karta hai to koi bura work karta hai yani ki yani ki dusro ko nukshan karne ke liye hacker banta hai lekin ek baat apko bta dena chahta hu ki hacking learn karke app kisi ka bhi kuchh bhi kar sakte jijo internet se connected hoga to chaliye jaante hai basic skills ke baare mai.
Hacker Kaise Bane How to become hacker in hindi
Computer Ka Basic Skills Hona Chahiye
Hacker banne ke liye beginners me apko computer ka basic skills hona jaruri hai For Ex:-Computer me internet kaise chalta hai, Dos command kya hota hai, kaise work karta hai dos command me bahut trah ka commands hota jo ki basic command apko ana chahiye, Registry kya hai kaise registry edit kare kaise update kare kaise delete kare in sabhi chijon ke baare mai skills hona kafi jaruri hota hai beginners ke time me.
Networking Ka Skills Hona chahiye
Agar app ek achha hacker banna chahte hai to apko networking ka basic knowledge hona jaruri hai kyunki tabhi app kisi bhi network ya website ko hack kar sakte hai bina networking skills ka kuchh bhi nahi kar sakte hai networking me apko (TCP/IP), (Subnet), (Topology), (Hub), (ipv4), (ipv6), ka knowledge hona bahut jaruri hai tabhi app ek achha
hacker ban sakte hai.
Linux Ka Skills Hona chahiye
Hacker ke liye sabse jaida important hota hai (Tools) Ek hacker ke liye Bina Tools ka kuchh bhi nahi kar sakta hai hacking ke related or apko pta hona chahiye ki jo bhi hacking tools banta hai o sara linux operating system me banta hai app windows operating system me hacking tools nahi bna sakte hai issliye hacking learn karne ke liye apko linux ka skills hona bahut jauri hota hai.
Database Ki Skills Hona Chahiye
Agar App Ek achha hacking skills learn karna chahte hai to apko database ki basic knowledge hona bahut jaruri hai agar apko database ki knowledge nahi hai to app hacking
nahi sikh sakte hai Or database me apko (MySql), (Oracle Database), Jaise Database ka knowledge hona jaruri hai warna app ek achha hacker nahi ban sakte hai.
Programming Language ka Skills Hona Chahiye
Agar app achha hacker banna chahte hai to apko programmings skills hona bahut jaruri hai Apko kuchh na kuchh basic programming ka knowledge hona chahiye tabhi app ek achha hacker ban sakte hai Programming Skills For Ex:-(HTML), (Scripting Language), (PHP), (Linux Programming), (C Language), (Perl), (Ruby), (MySql), Ye saare language learn kar sakte hai jisse apko aage jaa ke hacking learn
karne me easy hoga.
Note:-
Note:- Agar apko hacker banna hai to ye saare basic knowledge learn karna bahut
jaruri hai tabhi app ek achha hacker ban sakte hai.