Email Or gmail Me Kya Antar Hai Puri Jaankari Hindi

Email or Gmail mein kya Antar Hai email bhejna aaj ke time Mein Kitna important Hai email ko send karna o app achhi trike se jaante hai Jyada kam jaise ki kisi se baat karna ho ya fir kisi se kuchh puchhna ho ya fir business ko Lekar ya phir Kisi Ko Kuch zaroori document bhejne yanki ki resume bank account yani kuchh bhi Ho.

Sare kam email ke through hi Kiya Jata Hai Lekin Aksar log email aur Gmail ke Beech Mein Thoda confuse ho Jate Hain Ki Yeh Dono same hai ya alag alag hai toh aaj ke iss post me mai aapko bataunga Ki Aakhir Gmail or email me kya difference Hai dono me kya Antar Hai or ye itna popular kyun hai to iss post ko pura dheyan se padhna taaki apko achhe se samjh me yaa sake.

Email Or gmail Me Kya Antar Hai Puri Jaankari Hindi

email&gmail

Introduction To Gmail and Email

Email aur Gmail mein kya Antar Hai Ye sab janne Ne Ke Liye chaliye sabse Pehle Yeh Jaan lete hai Ki email kya hota hai aur Gmail kya hota hai Jaise hi aap In Dono ke
baare mein achhe se jaan Jayenge toh aap ko email aur Gmail ke baare mei Antar pata chal jayega or apko phir kabhi bhi pareshani nahi hogi ki email or gmail mai kya antar hai to iss post ko pura padhna.

What Is Email

Email ka pura naam hai electronic mail hai yeh ek process Hai yani ki ek parkriya hi hoti hai Jis Ke dwara aap internet ki help Se Kisi Ko Bhi Khat yani ki latter send kar sakte hain Isse email kehte hai For example ke Liye Hum internet ke through se jo Bhi khat bhejenge yahi process email Kehlata Hai yahi email hota hai.

What is Gmail

Gmail Ek Email services hai jo ki Google dwara Banaya Gaya Hai yani ki ye google ka hi product hai Aur free hai iska istemal aap Kisi Ko email bhejne yani ki send kar sakte hai yani ki agar aapko Kisi Ko email bhejna Chahte Hain To uske liye aapke paas ek service hona chahiye jiske help se aap email send kar sakte hain for example ke liye Maan.

Lijiye post office Ek Tarah Se Gmail hai jo AapKa Khat ko ek Jagah se dusre jagah par le jate hai yani ki transfer karne ka kaam karte hain Ek Jagah se dusre jagah par isi ko Gmail kahte hai Dono Mei yahi Antar hai or ab apko puri trah se details mai samjh mai aa geya hoga kya antar hai dono mai.

Agar Apko ye post achha lage to app iss post ko share kar dena.

Jaruri Baate..

Agar App Hamare YouTube Channel Se Judna Chahte Hai To App Yaha Se
Jud Sakte Hai.

Previous articleHow To Change Gmail Password Hindi || gmail password Kaise Badle
Next articleHacker Kaise Bane How to become hacker in hindi
Hello Guys मैं Aabid Ansari (RALEARN) का Technical Author & Co-Founder हूं Or Baat करूं Education कि तो मैं एक Computer Science से Diploma Kiya Hua हूं मुझे नई नई Technology से संबंधित चीजों को सीखना और दूसरों को सिखाने में बड़ा मजा आता है मेरी आपसे विनती है कि आप लोग इसी तरह हमारा सहयोग देते रहिए और हम आपके लिए नए-नए जानकारी उपलब्ध करवाते रहेंगे |

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here