Internet Hamare life ka bahut bada hissa Ban chuka hai Mano Hum Sabhi log internet ke bina nahi reh Sakte Hum Sabhi internet ke erected Ho chuke hain well Jis Tarah Se Hame internet Dikhai Deta Hai Uss Tarah Se bilkul bhi nahi hai (Deep Web Dark Web & Surface Web Full Explained In Hindi) internet ki ek alag Duniya Hai Ek.
Khali duniya hai jo ki hum logo ko Wahan Jana Mana Hai aur uske baare mein bahut kam logo ko Maloom Hota Hai internet Mein Hame jo kuchh bhi Dikhaye jata hai wo sirf 4% part Dikhaya jata hai to aap Sochte Honge ki ye 96% part kya hai jo hum logo ko Maloom Nahi Hai aisa kya hai 96% part internet Ki Duniya Mein Jo ki Hume Dikhaya Nahi Jata Hai.
Deep Web Dark Web & Surface Web Full Explained In Hindi
1 Surface Web
Internet ye Ek esha jaal hai ek bahut bada network hai Jo ki Hum Log Soch Nahi Sakte Iske andar kya kiya hai kya kya ho raha hai yeh Saari cheeze Hum Log kalapna bhi nahi kar sakte hain isliye Dosto internet ko 3 part mein Divide kiya geya hai sabse Pehla Hai surface
web dusra hai deep web aur Teesra Hai dark web.. Chaliye ek kak Karke Jaan lete hain Deep web dark web or surface Web ke baare mein uske baad aap ko Maloom chal jayega ki Internet Ki Kali Duniya kya hoti hai aur Iske andar Mein Kya Kya Hota Hai number one surface web what is surface web.
internet Mein Jo Bhi Hume Dikhaya Jata Hai Jo Bhi Hum Log dekhte hain Yeh saare ke saare surface web Kehlata Hai for example App Google Mai search karte hai aur Jo bhi information aap ko dikhaya Jata Hai Woh saare ke saare surface web Kehlata Hai yani ki internet mein jo bhi available hai index ke roop Mein Wo public in saare ke saare surface web Kehlata Hai yani Ki Hum Log Sab Koi dekh sakte hain.
Internet Ki Duniya Mai 4% part surface web hi hai jo ki aap ko sunkar hairaani Hogi lekin Sach yahi hai
2 Deep Web
Ab Jo dusra Part Hai Woh Hai Deep Web Aaye Jante Hain Ki Deep Web kya hota hai internet Ki Duniya Mein Jo bhi aapse hide Karke Rakha jata hai yani ki jo kuchh bhi Apse Chhupaya jata hai ya fir jo Aap Ko Dikhaya Nahi Jata Hai Wo saare ke saare Deep
web Hota Hai.
OR App isse access Karne ke liye aapke pass personal URL hona chahiye jo ki apko ek specific diya jata hai aapko access Karne ke liye username or password hona chahiye
tabhi AaP Deep web ko access kar sakte hai ya Ni ki Aapko Google mai index nahi milega Ye Jo Bhi file hoti hai woh sensitive hoti hai aur Confidentially hoti hai isliye Ye file index nahi hoti hai isse access Karne ke liye Aapke PaaS login id aur password höna Zaroori Hai tabhi Access kar sakte hai isi ko Hum Log Kehte Hain Deep web.
3 Dark Web
In cheezon Ke Baad internet ki ek alag Duniya Hai jo ki bahut Khatarnak hai bahut hi bheyankar Hai dark web.
Ab Hum Log Jante Hain Ki dark web Kya Hota Hai jaise ki aapko naam se hi Maloom chal Jata hoga Kala yani Ki Kali Duniya Jahan Sirf ger kanuni yani ki illegal kaam Hota Hai dark web internet ka ek Aisa kali duniya hai jo ki Puri Tarah Se illegal aur Gair kanooni kaam hota hai isme Jo kuchh bhi aapko dikhaya jata hai ya fir jo bhi isme karaya jata hai ya fir jo bhi information apko yahan se Milega saare ke saare Gair kanooni illegal hoga.
isse access karne ke liye aapko special browser ki jarurat hoti hai jo ki hum log Tor browser ko use karte hain ab isme Sawal udta hai Ki is mein aisa kya hai jo ki share illegal Hai. Dosto mai batana Chahta Hoon Jo Bhi Aisa kaam hota hai jo ki gair kanooni hota hai
yani Ki Kisi Ko Murder karvani Ho ho ya phir drugs bechna Ho ho ya phir aur kuch bhi karna ho jo ki Gair kanooni hai to yese mai saare ke saare Dark Web hota hai aur isme Jo paise ka len Den Kiya Jata Hai Woh Bitcoin ki help Se Kiya jata hai Yeh saare Jo kuch bhi hota hai woh dark web Kehlata Hai last mein kahna Chahoonga iska aaplog use Kabhi Na Kare isko sirf ek education ke tor pe le.