Bank Of Baroda Net Banking kaise use kare bank of baroda me Register ya Login kaise kare puri jankari dene wala agar aap bank of baroda ka costumer hai to aapke man me bahut sara sawal chalta hoga ki BOB me internet banking kaise start kare (How to start net banking in bank of baroda in hindi) or bank of baroda me register or login kaise kare baroda acount activate kaise kare aaj puri jankari dunga.
Aaj kal ke samye me har koi baithe kaam karna pasand karte hai jab aap kahin bhi account open karte ho to aap pahle pta kar lete ho ki bank of baroda me internet banking suwida hai ya nahi tab aap account khulwate ho lekin jab aap bank of baroda account ragister karte ho to ustime aapko koi nahi btata hai ki net banking kaise use karna hai or iska kya process hota hai.
Jab hamare desh me internet suwida bahut achhi hai tab hamlog ko online net banking use karne me or achha lagta hai or jo log thoda padhai kiye rahte hai wo to sabse jayda net banking hi use karna pasand karte hai par guys aapko bilkul tention nahi lena hai kyunki ye article padhne ke baad aapko sara kuchh malum chal jayga ki Bank of baroda net banking in hindi
Bank Of Baroda Net Banking Full Information In Hindi
Bank of baroda net banking service costumer ko cash payment ki chinta kiye bina online shop karne ki moka deti hai. Net banking suwidhaon ke sath costumer bank of baroda credit card, ya bank of baroda debit card se kisi bhi online shop me online payment kar sakte hai or bank of baroda apne costumer ki details bahut secure or protect rakhta hai.
dosto costumer or bank ke bich jo kuchh bhi paise ka len den hoti hai wo sara information encrypt rahti hai yahan tak ki jo bank manager hota hai use bhi kisi bhi costumer ka net banking id password nahi malum hota hai na hi koi dekh sakta hai to guys ab to aapko malum chal geya hoga ki bank of baroda net banking kitna secure hai to chalo ab aage or jante hai game download kase kare.
Bank Of Baroda Internet Banking Online Register Required Details
To guys ab baat aati hai ki Bank Of Baroda Internet Banking Online Register karne ke liye kya kya details Required hai register karne se pahle ye saare details aapne pass rakhe.
- ATM Card
- Bank Account Number
- Register Mobile Number
- Passbook
- jio ki internet speed increase kase kare
Bank Of Baroda Internet Banking Online Register Follow All Step
Guys agar aap net banking pahle register nahi kiya hai to aap online register kar sakte ho or ye kaam bank me jaa kar bhi register kar sakte ho agar online register karna chahte ho to aapko jo bhi step btaya jata hai wo aapko follow karna hai agar aap jara sa bhi mistake karte hai to aapko hi problem hoga to chalo ab bank of baroda me register karna sikhte hai.
1. Open Bank Of Baroda Website
guys sabse pahle aapko bank of baroda net banking ka official website ko open kare aap yaha click karke open kar le.
2. Click On Not register (Retail User)
To jaise hi aapka bank of baroda ka official website open ho jata hai iske baad aake saamne niche Not register (Retail User) ka option dikhai dega to aapko uspe click karna hai.
3. Enter ATM Card Number
To jaise hi aap Not register (Retail User) pe click kar dete ho iske baad aapke saamne new page open hoga iske baad aapko apna ATM Card number enter karna hai iske baad Expiry date enter karna hai iske baad apna ATM pin number enter karna hai iske baad diye gaye character par type kare iske baad VALIDATE option par click kare.
Note:- Guys pin enter karte samye agar aapka pin enter nahi hota hai to aap keyboard ke right side button se pin enter kare.
4. Enter Your OTP Number
To jaise hi VALIDATE pe click kar dete ho iske baad aapke mobile number pe ek OTP message aayga to OTP number ko apne OTP page pe enter karna hoga iske baad next button pe click kar de.
5. Select Type Of Facility
To jaise hi next button par click kar doge aapke samne new page open hoga jisme aapka bank account address show hoga ab iske bad apko type of facility select karna hai iske bad apko apna user id bnana hai iske bad next pe click kar de.
Note:- Guys user id bnate samye ek baat ka khas dheyan rakhe ki hamesha user id number formate rakhe kyunki wahi accept karega.
You are Done!
To guys ab aapka kaam ho geya hai aapke samne ek message show hoga jisme aapko btayega ki apka Bank Account 24 hours me link ho jayga guys kabhi kabhi 24 hours se pahle bhi ho jata hai to dosto ab aapko is page ko close kare de or fir home page par chala jaye.
6. Click On Retail User
To jaise hi aap home page pe chale jaate ho iske baad aapko niche ek retail user ka option dikhega to apko uspe click karna to aap jaise hi uspe click karoge iske baad aapke saamne ek new page open hoga to aapka apna user id enter kare iske baad aapke mobile me ek OTP number jayga to OTP enter karke verify ho jaye.
7. Enter Your Details
to jaise hi OTP verify ho jata iske baad ek new page open hoga jisme apko apna message type karna hai jaise ki Welcome to bank baroda ne banking.
1st. iske baad aapke samne 2nd option hoga jisme 5 sawal ko select karna hai or uska answer likhna hai kyunki ye saare question aapka kaam ka hone wala hai jab aap apna password bhul jaoge tab ye sab sawal aapse puchh jayga or wahi answer aapko dena hoga.
2nd. Iske baad aapke samne 3rd option hoga jisme aapko apna old signin password enter karna hai iske baad fir aapko niche new password ko enter karna hai
3rd. Ab aapko submit pe click karna hai par dheyan rahe aapko ek bar information check jarur karna hai uske baad hi submit pe click karna hai.
8. Enter a New Transaction Password
Ab aapko Enter a New Transaction Password yaani ki jo aapke pass pahle wala Transaction Password tha use enter kare iske baad Enter a New Transaction Password or submit pe click kar de.
Congratulation!
ab aapka bank of baroda internet banking ke liye completly register kar chuke hai bas ab aapko 24 hourse tak wait karna iske baad apka bank of baroda account ko net banking se link kar diya jayga.
Most Read:- Pagal world se song kaise download kare
To dosto aap istrah se apna bank of baroda net banking register kar sakte ho bahut hi ashaan tarika tha jo maine aapko step by step btane ka kosis kya hun agar aapko bank baroda net banking register karne me koi bhi problem aati hai to aap hame comment section me puchh sakte hai ya fir BOB ke costumer care se baat karke apna problem ko solve karwa sakte hai.
Bank Of Baroda Net Banking Banefits
Guys maine aapko bank of baroda net banking ke bare me bhi bta diya hai par ab jan lete hai ki internet banking se hamlog ko kya kya faida ho sakta hai guys internet banking ka matlab hota hai aap khud se internet ke help se use karna yaani ki net banking aapko sara access provide karti hai jise hamlog internet banking kahte hai.
Guys Internet banking se aap apna account ko har chij access kar sakte hai jaise ki aapka account ka blance check karna hai money transfer karna hai mobile recharge karna hai fir bijli bill pay karna hai yaani jahan online aapko online pay karna hota hai net banking se har jagah pay kar sakte hai to ye saare banefits hote hai
Guys ek samye tha jab hamlog ka bank me paisa ata tha ya fir check karna chahte the to hamlog ko bank jana padta tha ya fir ATM se check karna padta tha lekin jab se hamare pass net banking aya hai sara kuchh ashan sa ho geya hai ye saare kaam aap second me apne mobile me kar sakte ho.
To chalo ab jan lete hai iske bahut sare faide jisse aapko bank of baroda net banking achha lage to chalo jante hai.
- Kisi bhi number par Mobile Recharge kar sakte hai
- Kisi bhi chij ka bill pay kar sakte hai product ko online buy karte samye or electricity bill apne internet baking se payment kar sakte hai
- Aap apna balance check kar sakte hai ghar bathe
- Aap apna bank ATM ko close kar sakte hai maan lo ki aapka ATM khai chori ho geya ho to aap internet baking se tuarnt close kar sakte ho iske liye aapko kahi bhi jane ki jarurat nahi padegi.
- Aap apne bank accoutn ka sara balance check kar sakte hai yaani ki kab paisa nikla kab jama hua sara kuchh dekh sakte hai.
Bank Of Baroda Net Banking | Register Login Full Information
To dosto mujhe umid hai ki aapko ye article bahut pasand aya ho or aapka sara doubt clear ho geya hoga ki bank of baroda net banking register kaise kare or bank baroda ka net banking ka kya benefits hai or net banking kya hai sara kuchh btane ka kosis kya hun jis se aapka har doubt clear ho geya hoga lekin fir bhi aapko kahi doubt ho to aap hame comment section me puchh sakte ho me uska reply jarur dunga.
Enable Ads Watching Button in Pubg Mobile Lite
Agar aapko ye post achha lga ho to aap apne dosto ke sath jarur share kare.