Aaj kal ke samye me har koi Pubg Mobile game ko khelta hai. kyunki BGMI Game khelne me bahut maza ata hai. Kher agar aap apne game ko Ultra HD Graphics me khelna chahte hai. to me aapko btaunga ki Ultra HD Graphics Config File Download For PUBG Mobile or 90fps Config File For PUBG MOBILE (Unlock HDR, Ultra HD, Extreme, 90 FPS) ke baare me btayenge jisse aapka game bahut improve ho jayega.
Dosto kai baar esha hota hai ki hamara phone bahut achha hota hai lekin game ka graphics utna achha se nahi ho pata hai jiske karn hamlog enemy ko achhe se nahi dekh paate hai. or sath hi hamlog ko khelne me maza nahi ata hai jiske karn hamlog bor ho jaate hai. Isiliye maine socha ki kyun na ise Ultra HD Graphics Config File ko bnaya jaye jisse PUBG players ko help ho game ko achhe tarike se khelne me.
Ab yaha pe samsya ye aati hai ki agar aap koi GFX Tools paryog karte ho to pubg Mobile ke developers hamare account ko ban kar dete hai. Lekin ye sab baaton ko dheyan me rakh kar ye config ko bnaya geya hai. BGMI 90Fps Config File Download or kaise paryog karna hai sara step aapko niche btaya geya hai. to aap is pure article ko dheyan se padhyega aapko help hoga Ultra HD Graphics BGMI me.
Benefits Of Using Ultra HD Graphics Config File BGMI
Dosto ab baat karte hain ki PUBG Mobile me Ultra HD Graphics Config File ka istemal karne se aapko kounsa kounsa fayeda hoga. to me aapko btana chahta hun ki jab aap ye config file ka istemaal karoge to aapko bahut trah ka fayeda hone wala hai. sabse pahle apka PUBG Mobile Game Ban nahi hoga. or bhi bahut fayede hai jo is parkar se hai:-
Must Read: PUBG Mobile | BGMI Lag Fix Config
1 Fix low FPS issues:- Sabse pahle aapke Battlegrounds Mobile India game me jo low FPS ka problem hota hai. wo bilkul achhe tarike se thik ho jayega or aap 90 Fps me bahut araam se khel paoge.
2 Support All Phones:- Sabse khas baat yah hai ki jab aap ye config ka istemal karoge to aapke phone me bahut araam se support kar lega yaani ki 2gb, 3gb, or 4gb ram mobile me bahut achhe se support karta hai.
3 Gameplay Smooth:- Ye config ka istemal karne se aapka Gameplay bahut smooth ho jayega or aap achhe se game khel paoge. Yaani ki aapka gameplay bahut achha ho jayega.
4 killing Enemy Easily:- Dosto jab aap ye config ka istemal karoge to aap enemy bahut jaldhi kill kar doge or aapka gameplay sach me bahut achha ho jayega. yaani ki agar aapka gameplay pahle se achha hai to akin manye ki ye config ka istemal karne ke baad aap bahut pro player ban jayenge.
5 Improving KD Ratio:- Itna kuchh hone ke baad ye jahir si baat hai ki aapka KD Ratio bahut jayeda improve ho jayega yaani ki badh jayega.
6 No Ban:- Doston jab aap ye config ka istemal karoge to aapka account ban hone ka khatra bahut kam rahega yaani ki safe tarike se ye config ka istemal kar sakte ho.
7 No Lag:- ye Config ka istemal karne se aapka phone bilkul bhi Lag nahi karega.
Ultra HD Graphics Config File For PUBG Mobile New Update
Dosto ab baat karte hain ki Ultra HD Graphics Config File download kaise kar sakte hain or kaise is config ka istemal kar sakte hain to iske liye me aapko har kuchh step by step btaunga taaki aapko dikat na ho is config ko istemal karne me. bas aapko dheyan se kuchh step ko follow karna hai iske baad aapka BGMI Game Ultra HD Graphics ho jayega to chaliye ab jante hain.
Must Read: PUBG Mobile Lite Me BC Kaise Kharide
1 Install z-archiver Application
Sabse pahle aapko playstore me jana hai or “z-archiver” application ko search karna hai iske baad install kar lena hai. kyunki isi application ke help se hamlog config file ka istemal karne waale hain.
2 Download Config File
To jaise hi z-archiver application ko install kar lete ho iske baad aapko niche diye link pe click karke config file ko download kar lena hai ye ek mediafire ka link hai. jaha se aap bahut aram se config ko download kar sakte ho.
3 Extract Your Zip File
To jaise hi Config File Download kar lete ho iske baad aapko z-archiver application ko open karna hai. or jahan pe zip file download hua hai wahan pe jaye or zip file ko extract kare.
4 Copy Config File
To jaise hi zip file ko extract karte ho iske bad aapko ek file dikhega to aap us file ko copy kar le.
Must Read: Pubg Hack Kaise Kare
5 Paste Config File This Location
Doston jaise hi file ko copy kar lete ho iske baad aapko niche diye gaye location me paste karna hai. niche diye gaye step ko dheyan se follow karen kyunki agar aap koi file ko mistake karte ho to aapka game Block bhi sakta hai isilye is dheyan se paste karen.
Android,+ data,+ com.tencent.ig,+ files,+ UE4GAME,+ ShadowTrackerExtra,+ ShadowTrackerExtra,+ Saved,+ Paks / “Paste Here”
6 You are Done!
To jaise hi config file ko upar diye gaye location me paste karte ho iske baad aapka kaam yaha pe ho geya yaani ki ab aapko apne phone ko ek baar restart karna hai iske baad Pubg Mobile ko open kare aap dekhenge ki aapke saamne sara option khul jayega or aap Ultra HD Graphics me game khel payenge to aap is trah se Ultra HD Graphics Config File For PUBG Mobile New Update me istemal kar sakte hain.
Note: Doston aap is config file ko BGMI me paryog kar sakte ho Dono me ye bahut achhe se kaam karti hai.
Tips and Trick For PUBG Users
Doston me aapko kuchh bate btana chahta hun ki jab aap ye config ko istemal kar lete ho iske baad aapko kuchh bato ka khas dheyan rakhna hota hai jo kuchh is parkar se hai:-
- Sabse pahle aapko apne phone ke internal storage ko khali rakhna hai.
- Jayeda application ko install karke na rakhe.
- Background me sare application ko band karke rakhe
Ye saare tips ko follow karne se aapke phone me lag problem nahi hota hai. kyunki jab Ultra HD Graphics me khelte ho to lag issue ho sakta hai isiliye ye sab trick ko jarur follow karna.
Must Read: PUBG Mobile Lite में Free BC कैसे ले
Conclusion
Doston me aapse aakhiri sabdo me bas itna kehna chahta hun ki jab aap ye saare config ka istemal karte hain to achhe se kare warna aapka pura PUBG crash ho sakta hai. Or ek baat ye ki abhi tak ye config ka istemal karne se koi issue nahi hua na hi ID ban hua hai. Lekin agar aap ye config ka istemaal karte ho to apne risk pe kare.
Mujhe umid hai ki aapko ye article pasand aya hoga ki Ultra HD Graphics Config File Download For PUBG Mobile Latest Update kher, agar aapko ye article pasand aya ho to apne doston ke sath jarur share karna.
Agar koi problem hoti hai is article ke related to aap hame comment karke puchh sakte ho.