Download PUBG PC LITE in Hindi | PUBG PC Lite Download Kaise Kare

PUBG PC GAME KA LITE VERSION hai jise PUBG PC LITE naam rakha geya hai or abhi beta testing mai hai jo bilkul free hai to aaj iski puri jaankari dene wale ki iska kya requirements hai or PUBG PC LITE kaise download kar sakte hai issliye iss post ko pura padhna.

Introduction PUBG PC LITE Game

pubg pc lite download

Sabse pahle mai btana chahta hu ki PUBG ka full name hai (Player Unknown Battle Ground)
or ye bahut jaida popular ban chuka hai abhi ke time mai or ye PUBG MOBILE or PUBG PC game dono device mai support karta hai or dono ke liye hi design kya geya hai.

Abhi iska users daily tadat mai increase hote jaa raha hai or abhi ke time mai sabse ke dilo mai PUBG Game raaj kar raha hai.

But PUBG PC Game High Device ke laptp mai hi support karta hai issi ko dekhte hi Tencent developers Ne PUBG PC LITE KO launched kya Low PC Requirement ke liye jo abhi beta testing mai hai.

PUBG PC LITE Requirements

Minimum PC Requirements:

  • OS:- Window 7,8,10, 64bit
  • CPU:- Core i3 Clocked at 2.4GHz
  • RAM:- 4GB
  • HDD:- 4GB

Recommended PC Requirements:

  • OS:- Window 7,8,10, 64bit
  • CPU:- Core i5 Clocked at 2.8GHz
  • RAM:- 8GB
  • GPU:- Nvidia GeForce GTX 660 or AMD Radeon HD 7870
  • HDD:- 4GB

How To Download PUBG PC LITE

  • Sabse pahle PUBG LITE Download website par apne chrome browser se jaye
  • Ab waha jaane ke baad Apko account create karna hai
  • Iske baad PUBG LITE Launcher ko download karna hai
  • Jo Pure Game ko Atomatic Setup kar degi To Account bnakar Download Kare.


Iss button par click karke download kar sakte hai or iske baad install kare uske baad apko PUBG Login ID se Login Karna Hai or Atomatic Game Download Hona Start Ho Jayega Iske Liye VPN Ki Jarurat padegi.

Install PUBG LITE On Your PC

Play PUBG LITE On Your PC

  • Sabse Pahle apne windows pc ki default location ko change kare
  • Iske Liye Apko settings-> Privacy me or iske baad location ke andar apko iska section milega
  • Ab apko waha par Set Default ka option milega
  • Jisme jaa kar apko [UTC+7:00] Bangkok, Hanoi, Jakarta ki location set karna hai
  • Sabhi Process Ko Karne ke baad VPN ko Thailand ke server se connected kar le
  • Or Game ko play open kare
  • Iske baad PUBG Registered Account se login kare or game play kare
  • Finally Apka pubg lite chalne lagega

Agar Apko ye post achha lage to app iss post ko share kar dena.

Jaruri Baate..

Agar App Hamare YouTube Channel Se Judna Chahte Hai To App Yaha Se
Jud Sakte Hai.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here