Call Of Duty Mobile Fix lag Config File: Dosto agar aap Call Of Duty Mobile game khelte honge to aapko Lag issue jarur hota hoga. To agar aap Call Of Duty Mobile Lag Fix Config File Download karna chahte hai to me aapko puri jankari dunga ki aap CODM Lag Fix kaise kare bas aap article pura padhe.
Dosto Call Of Duty Mobile game aaj ke samye me bahut jayeda popular ban chuka hai. Lekin isme ab bhi thoda bahut lag dekhne ko milta hai agar aapke Mobile me RAM kam hai to lekin jo me aapko tarika btaunga usse aap 100% lag fix kar sakte hai. Lekin iske liye aapko niche ke sare step achhe se follow karna hoga.
Kya aapko pta hai ki aapka CODM Game kese lag karta hai dosto iske pichhe 3 karn hote hai. Jo me aapko niche puri jankari ke sath btaunga or ye config ka istemal karne ke baad aapka lag problem puri trah se khatam ho jayega bas aapko jo bhi problem btaya jata hai use dheyan se follow kare.
(CODM) Call Of Duty Mobile Lag Kyu Karta Hai
Dosto sabse pahle hamlog jante hai ki hamara CODM Lag kyun karta hai. To iska 3 yese karn hai jiske wajah se hamara CODM Game lag karta hai. Sabse pahla ki aapka phone me RAM km hoga jaise ki 1GB or 2GB jiske karn aapka game lag hota hai.
Dusra karn yah hai ki aapka phone me apps bahut jayeda hoga ya fir aapke internal storage full hoga jiske wajah se bhi aapka game lag karta hai. Or jayedatar phone me game lag karne ka yahi problem hota hai.
Dosto tisra karn yah hai ki jab bhi CODM ka new update ata hai to usme aapko lag dekhne ko milta hai kyunki new update me bahut kuchh features ko add kiya jata hai. Sath Call Of Duty Mobile new update me bug or glitch bhi dekhne ko milta hai. To ye sab karno ko fix karne ke liye Hamlog config ka istemal karte hai.
Must Read: Free Fire Auto Headshot Hack Config
Dosto jab CODM lag karta hai to bahut se log GFX tools ka paryog karte hai. Isse aapka game thoda bahut to thik ho jata hai lekin isse aapko bahut jayeda problem bhi hota hai kyunki aapko GFX tools ko background me run karwana hota hai jiske karn aapka mobile heat hone lagta hai.
Sath hi aapka battery bhi bahut jaldhi khatam ho jati hai. To aaye jante hai ki hamlog Call Of Duty Mobile lag fix kaise kar sakte hai to niche ka step achhe se follow kijiye.
COD Mobile Me Config Ka Istemal Karne Se Kya Hoga
Dosto ab baat karte hai ki COD Mobile me config ka istemal karne se aapko kya fayeda milega to sabse pahle aapka graphics me thoda improvement dekhne ko milega sath hi aapka Lag bilkul fix ho jayeda sath hi activa.sav file aapko achha FPS dega jiske karn aapka game bahut jayeda smooth chalne lagega. Isme aapka ID ban nahi hota hai.
- Aapka COD Mobile achha chalega
- Lag Fix ho jayega
- ID Ban nahi hoga
- Aapka android phone heat nahi hoga
- All phone me config work karti hai
- Game Fully Optimized ho jayega
- Free Fire No Recoil Headshot Config
Kuchh Bato Ka Dheyan Rakhe
Dosto jab aap CODM me config file istemal kar lete ho to aapko kuchh btao ka khas dheyan rakhna hota hai ta ki aapka CODM lag na kare to aaye jante hai.
- Sabse pahle aapko apna internet speed ko fast rakhna hoga
- Aapko internal memory me space khali rakhna hoga
- Game Khelne se pahle background apps ko close karke rakhe
- BGMI UC Hack
Important Tools For CODM Config File
Dosto ye config file ko istemal karne se pahle aapko kuchh jaruri tools ko download karke rakhna hoga iske liye z-archiver ko playstor se download karke rakhe. Aap yahan se bhi download kar sakte hai. Iske baad niche ka step achhe se follow kijiye.
CODM Lag Fix: Call Of Duty Mobile Fix lag Config File Download New Update
Dosto ab baat karte hai ki hamlog Call Of Duty Mobile Fix lag Config File Download or Istemal kaise kar sakte hai to iske liye aapko niche ka step ko dheyan se follow karna hai jo bhi aapko btaya jata hai use follow kare iske baad aapka lag fix ho jayega.
1 Download CODM Config and Install Z-archiver
Dosto sabse pahle aapko niche ek download ka button dikhega to aapko wahan par click karke config download kar le iske baad aapko z-archiver ko download karna hoga to aap upar se download kar le.
2 Extract Your CODM Config Zip File
Dosto jaise hi config file yahan se download kar lete ho iske baad aapko z-archiver app ko open karna hai iske baad download folder me jaye or zip file ko extract kare.
3 Copy Your Config File
Dosto jaise hi CODM Config file ko extract kar lete ho iske baad aapko ek file milega to aapko us file ko copy kar lena hai.
4 Paste Config File This Location
Jaise hi aapko file mil jata hai iske baad aap us file copy karke apne internal storage me jana hai or android folder me jana hai iske baad aapko niche ke location me paste karna hai.
Location:- Internal Storage> Android> data> com.activision.shooter //*paste here
5 You are Done!
Dosto jaise hi aap paste kar dete ho iske baad aapka kaam yahan pe ho jayega yaani ki aapka Call Of Duty Mobile lag fix ho jayega yaani ki aapko ab game ko open karke khelna hai aap dekhenge ki aapka game puri trah se lag free hoga to aap is trah se lag fix kar sakte hai.
Tips For Call Of Duty Mobile Gamers
Dosto ab baat karte hai kuchh tips ke baare me jise aapko follow karna chahiye agar aapka game lag karta hai to kyunki ye bhi bahut jaruri hai to niche saare point diye gaye hai aap achhe se padhke follow kare.
- Jaise hi CODM Config ka istemal karte ho iske baad aapko apne phone ko restart karna hoga
- Iske baad Call Of Duty Mobile ko open kare
- Finally aapka CODM Smoothly chalne lagega
- Free Fire Diamond Hack
Password:- ralearn
Conclusion
Dekho maine yahan par jo bhi aapko tarike btaye hai use aap dheyan se follow kare iske baad aapka COD Mobile Lag Fix ho jayega. Lekin me aapko btana chahta hun ki 1GB ram or 2GB Ram me thoda bahut lag dekhne ko mil sakta hai kyunki ye game thoda high graphics wali hai lekin aap ye config ka istemal karke lag fix kar sakte hai.
Mujhe umid hai ki aapko ye article pasand aya hoga ki CODM Lag Fix kaise kare maine ye bhi btaya ki Call Of Duty Mobile Fix lag Config File Download New Update agar aapko ye article pasand aya ho to apne doston ke sath jarur share kare.