Increase FPS in Apex Legends: Agar aap bhi Apex Legends game khelte ho to aapko apne PC me lag issue jarur dekhne ko milta hoga. Agar aap Apex Legends lag fix config file download karna chahte ho to aap bahut araam se kar sakte ho bas aap ye article pura dheyan se padhna.
Dosto Apex Legends aaj ke samye me bahut jayeda popular game ban chuka hai. Ye ek PC game hai lekin Apex Legends mobile game bhi launch hone wala hai. Kyunki palystore me abhi register shuru ho gai hai. yaani kuchh dino ke baad Apex Legends mobile game bhi aa jayega.
Kher, abhi jo aapka game lag kar raha hai wo is method ka paryog karne ke baad bilkul sahi ho jayega. Kyunki ye config file bahut hi work karti hai or lagbhag saare log is config ka istemal karte hai or me aapko btaunga ki Apex Legends Lag Fix Config File Download or Use Kaise kare.
Apex Legends Lag Kyu Karta Hai
Dosto sabse pahle baat karte hai ki hamara Apex Legends pc game lag kyun karta hai to iska 3 ese major problem hai jiske wajah se lag karta hai sabse pahle aapke PC me RAM km hoga jiske kaarn aapka Apex Legends game lag karta hai.
Dusra karn yah hoga ki aapke PC me bahut jayeda application install hoga jiske wajah se aapka game lag karta hai. Dosto ye bhi ho sakta hai ki aapka C drive storage full hoga iske wajah se bhi game aapka lag karta hai.
Tisra karn yah ho sakta hai ki jab bhi Apex Legends ka new update ata hai to hamara game me lag dekhne ko milta hai. Kyunki aap dekhte honge ki jab update ata hai to bahut sara glitch wagera dekhne ko milta hai jiske karn bhi lag karta hai.
Dosto aaye jante hai ki in sab chijon ko kaise fix kar sakte hain or kaise lag free apna Apex Legends game khel sakte hai bas aap article pura padhna iske baad aapka problem solve ho jayega. BGMI Auto Headshot Aimbot Config
Apex Legends Me Config Ka Istemal Karne Se Kya Hoga
Dosto ab baat karte hai ki Apexx Legends me config apply karne se aapko kya hoga to me aapko btana chahta hun ki jab aap is config file ka istemal karte ho to aapko bahut sara fayeda hota hai isme aapko lag free milega aap achhe FPS me khel sakte hai sath hi game boost hoga or smooth chalega to ye config ka istemal karne se aapko bahut trah ka fayeda milta hai.
- Aapka Apex Legend game smooth chalega
- Lag-Free ho jayega
- No ID BAN
- No heat PC
- All PC Supported
- Apex Legends Game Fully Optimized
Update Your Video Card Drivers
Dosto kai bar esha hota hai ki hamara PC me update ata hai lekin hamlog update nahi kiye rahte hai jiske wajah se bhi hamara game lag karta hai to sabse pahle aap apnaa video card drivers ko update karke rakhe to iske liye niche ka step follow kare.
- Sabse pahle aap Windows button pe click kiye rahe or fir + R pe click kare yaani ki Press Windows + R
- Type kare “DxDiag” and press enter
- Iske baad loading pura hone de iske bad Display tab ko select kare iske baad video card or manufacturer ka name device section me listed hoga
- Iske baad drive section me current driver version dikhai dega
- Iske baad driver manufacturer ka website me jaye or up to date kar le
- Free Fire Auto Headshot Hack Config
Take Care SomeThing
Dosto jab aap ye config apne pc me apply kar dete ho to aapko kuchh bato ka khas dheyan me rakhna hai isse aapko kafi jayeda fayeda hoga to niche kuchh point hai jise aapko follow karna hai.
- Internet speed Fast
- Don’t Unused Software
- Don’t Run background software
Increase FPS in Apex Legends | Apex Legends Lag Fix Config File Download
Dosto ab baat karte hai ki hamlog apex legend me config ko kaise apply kare to iske liye aapko niche saare point ko btaya geya hai jise aapko follow karna chahiye to aaye jante hai.
1 Download Apex Legends Config File
Dosto dekho sabse pahle aapko ek config file ko download karna hai jo aapko niche download ka button dikhai deta hoga to aap use download kar le or isme aapko password bhi milega to aap niche password jaa ke dekh sakte hai.
2 Extract Your Config Zip File
Dosto jaise hi aap download kar lete ho iske baad aapko zip file ko extract kare agar aapse password mangta hai to niche me password hoga aap password dal kar extract kar le.
3 Copy Your Config File
To jaise hi zip file extract kar lete ho iske baad aapko file ko copy kar le iske baad aapko niche location me paste kar de.
4 Paste Config File This Location
Doston ab aapko niche btaye gaye game ke location me jaa kar apna file ko paste kar de or dheyan rahe ki galti na kare paste karne ke time me warna aapka game crash bhi ho sakta hai.
Location: %USERPROFILE%\Saved Games\Respawn\Apex\ //*paste here
5 You are Done!
Ab yahan par aapka kaam ho chuka hai yaani ki aap game ko enjoy kar sakte ho dosto jab aap ye config apply kar lete ho iske baad aapko PC ko restart karna hai iske baad game ko khele bahut achhe se chalne lagega aapka apex legends.
Tips For Apex Legends Gamers
Dosto agar aap Apex Legends bahut jayeda khelte ho or aapko lag free khelna hai to aapke liye ek best tips hai aap use jarur follow kare kyunki esha agar aap karte ho to aapka game lag nahi hoga.
- Apex Legend Config ka istemal karne ke baad PC restart kare
- Apex Legend ko open kare
- Finally aapka Apex Legend Smoothly chalne lagega
- Free Fire Diamond Hack
Password: ralearn
Conclusion
Doston maine aapko sab kuchh bta diya hai Apex Legends ke baare me ki aap kaise lag free game pc me khel sakte ho sab kuchh maine aapko bta diya hai lekin agar aapko fir bhi koi problem aati hai to aap hame comment section me puchh sakte hai. Or ek baat aapko btana chahte hai ki ye config ka istemal karne se aapko koi problem nahi hoga.
Kyunki maine khud hi is config ko apply karke khela hai bahut smoothly chalta hai. kher, agar aapko ye article pasand aya hoga ki Increase FPS in Apex Legends | Apex Legends Lag Fix Config File Download to aap apne dosto ke sath jarur share kare.