Mobile Ka WiFi Password Kaise Hack Kare Full Information

Internet Ka Istemal Aajkal ke time mobile mein kaafi Jyada kya jaa raha hai har koi aajkal mobile phone ka use karta hai or Har Koi mobile mein internet ka istemal karta hai kuch logo mobile mein mobile data ka istemal Karte Hai To Kuch house me Wi-Fi Laga
Baithe hain usi ka sara koi use karte hai but Kahin Aisa Hota Hai Ki Hum apne mobile se
jo Wi-Fi connected Hai Hame uska password Yaad nahi rehta hai ya phir Bhool Jate Hain ya phir Jo Hamare dost Hote Hai Wo password nahi batate hain sirf o connect Karke De dete Hain kuch log mobile mein Kabhi Nahi Jaan na Chahte Hamare mobile se jo Wi-Fi (Mobile Ka WiFi Password kaise jaane hindi me) connected Hai Uska password kya hai kaise jaane to.

Iss Article Mein mai aapko bataunga Ki Kisi bhi Wi-Fi jo aap ke mobile se connected hai uska password Kaise dekh sakte hai bilkul Asani tarike se toh main aaj ki post mai step by step Wi-Fi password ko hack karna bataunga is post me Jo Main method bataunga Woh
bina Rooth Ke aap Kisi bhi connected Wi-Fi ka password aasani se pata kar sakte hain but iss post ko pura dheyan se padhna taaki apko achhe se samjh aa sake or step by step follow karna.

Mobile Me Wi-Fi Ka Password Kaise Dekhe Bina Root Ke

Agar Aapka Mobile Root hai toh aap aasani se Wi-Fi ka password Jaan sakte hain jo bhi aapke mobile mein connected hai ya phir connected Tha Jiske Liye aapko internet Mein Kai sare tarike Mil Jayenge lekin agar aap ka mobile root Nahi Hai To uske liye Bas Ek Hi Tarika Hai connected Wi-Fi ka password Kaise jan ne ke liye or internet Mein Yahi Tarika Bata Ke Kaha Jata Hai Ki Kisi Ka Bhi wifi password hack kar sakte hai

bilkul sahi tarike se lekin kabhi bhi ye kisi bhi Tarah ka hacking Nahi Hai bas ye ek method jo ki mai apko abhi btaunga ki kaise app kisi ka bhi password hai hota hai jisse aap mobile mein jo bhi Wi-Fi connected Hai Uska Jaan sakte hain yeh tareeka aap Chahe to computer se bhi connected Wi-Fi ka password Jaan sakte hain Asani tarike se.

mobile wifi hack

Mobile Mein Connect Wi-Fi Ka Password Bina Mobile root Kare Jane

Bina Root Kare Mobile Mein jo bhi Wi-Fi connected Hai Uska password jaan ne ke liye aapko kuch Baaton ka pata hona chahiye Jis Kisi Ka bhi Wi-Fi ka password jaan na Chahte Hain usse connected hona chahiye tbhi aap password Jaan sakte hai uske baad aap Jis
kisi ka bhi Wi-Fi ka password pata karna chahte hain Uske router webpage mein kisi bhi Tarah ka admin password nahi hona chahiye

Agar hai to ye user name (admin) or password bhi (admin)daal de kyunki jaida log isi user name or password ka use karte hai agar dusra password Laga Rakha Hai Toh aise mein aap Bina root Kare password nahi Jaan sakte hain to ye baat aap ko pata hona chahiye niche Diye Gaye condition par hi aap Bina root ke mobile mein Wi-Fi ka password Jaan sakte hain Sath Hi Aap ka password bhi Badal sakte hain.

click here to view pass

  • First aapke mobile mein Wi-Fi connected hona chahiye jisse bhi Wi-Fi ka password Jana Chahte Hain.
  • Jis Ka Bhi Wi-Fi hai uske router ke webpage mein kisi bhi Tarah ka admin password nahi hona chahiye.
  • Agar admin password hai to uska Wi-Fi ka password nahi Jaan sakte hain.
  • Toh Yeh Saari Baaton ko aap ko Dhyan Rakhna chahiye.

Mobile Ke Settings Mein Jaa ke Connected WiFi Pe click Kare.

 

  • Agar aap ko Bina root ke connected WiFi ka password jaan nahai to uske liye aap mobile ke setting pe click Kare Phir Wi-Fi pe click Kare Phir jis kisi ka bhi wifi router se connected hai ya phir Wi-Fi aap ke mobile se connected hai us par click kare Jis Kisi Ka app password Jaan na Chahte Hain.

 

Second Steps Ab Go To Web Page Pe click kare.

Jaise hi aap connected WiFi pe click Karenge Tu waha par aapko Ek option Milega go to web page kam Jisme Ek link diya Hoga router ke webpage Ka jo ki Is Tarah ka kuch https://198.162.68 rehta hai to aap ko iss par click karna hai Jaise hi aap iss par click Karenge toh aap sidha webpage Pe Chale Jayenge Agar aapko Kisi bhi Tarah ka.

(Authentication required)
nahi mangta Hai To iska matlab hai ki router web page Par Kisi bhi Tarah ka login password nahi hai agar certification required mangta hai to aap ko admin user Naam aur password admin hi dena hoga dheyan rahe agar login nahi hua to admin password Badal rakha hai aur uska connected Wi-Fi ka password nahi dekh sakte hain.

Agar aap ke mobile ke Wi-Fi mein kisi bhi Tarah ka go to web page ka option nahi aa raha hai to uske liye aap Google Play Store se mobile app download karna hoga iska naam hai

(router setup page) 
Aap Yahan Se download app par click Karke aap iss app ko download kar sakte hain aur kisi ke mobile mein install Kare aur fir open Kare open karne ke baad open router page par click kar aur web page par Jayenge Jaisa isme dikhaya gaya hai.

finally your wifi password

Ab Wireless Setup Pe jaa Ke Wi-Fi Ka Password Dekh Sakte Hain.

jaise hi aap router web page se login ho jayenge uske baad ab Aap Ko Sidha Samne wale set up ka option Dikhai Dega Jahan Par Wi-Fi ka password Hoga lekin Agar Samne wale setup ka option nahi Dikhta Hai Toh Aap Ko Sidha router ke settings Mein jaake wireless setup option ko dekhna Hoga Wahi Aake connected Wi-Fi ka password Hoga Tu Is Tarah Se aap mobile mein jo bhi Wi-Fi connected Hai Uska password Jaan sakte hai bina mobile root Kare aur Dhyan Rahe Yahi Ek Tarika hai jo bina root ke mobile mein connect Wi-Fi ka password jaan sakte haior dusra Koi Tarika nahi hai Thanks.

Agar Apko ye post achha lage to app iss post ko share kar dena.

Previous articleWiFi Ka Password Kaise Pata Kare – Ralearn
Next articlePubg Mobile Lite Latest Update Download In Hindi
Hello Guys मैं Aabid Ansari (RALEARN) का Technical Author & Co-Founder हूं Or Baat करूं Education कि तो मैं एक Computer Science से Diploma Kiya Hua हूं मुझे नई नई Technology से संबंधित चीजों को सीखना और दूसरों को सिखाने में बड़ा मजा आता है मेरी आपसे विनती है कि आप लोग इसी तरह हमारा सहयोग देते रहिए और हम आपके लिए नए-नए जानकारी उपलब्ध करवाते रहेंगे |

1 COMMENT

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here