Free Fire Max Lag Fix Config File Download New Update

Free Fire Max Lag fix: Dosto bahut se ese bhai hai jo bahut kam GB RAM ka phone istemal karte hai. Jiske karn uska game lag karne lagta hai to agar aap chahte hai ki free fire max lag fix kare to me aapko btaunga ki free fire max lag fix config file Download ke bare me bas aap ye article ko dheyan se padhna iske bad aapko sab kuchh achhe se malum chal jayega.

Jab aap game ko khelte honge to aap dekhte honge ki aapka game bahut jayeda lag karta hai to ese me aap bahut jayeda pareshan ho jate honge or game ko khelna bilkul aap chhod dete honge lekin ye article ko padhne ke baad aapka sara problem solve ho jayega kyunki ye config file bahut jayeda powerful hai.

Free Fire Max Lag Fix Config File Download

Kher, mujhe esa lagta hai ki aaj ke samye me bahut kam logon ke pass 6GB RAM ka phone hai. Kyunki free fire max game ko sabse jayeda bache log hi khelte hai. or use bahut achha bhi lagta hai. Lekin aapke liye solution mil geya hai to bas aapko niche ke sare step ko achhe se follow karna padega to aye jante hai.

Free Fire Max Lag Kyun Karta Hai

Dosto sabse pahle aapko ye lagta hoga ki free fire max kyu lag karta hai jab ki free fire achhe se chalta tha to me aapko btana chahta hun ki free fire max aapka isiliye lag karta hai kyunki ye free fire ke upgraded version hai jiske karn isme aapko har chij ka requirement jayeda mangti hai.

Aapko lagta hoga ki shayad free fire max achhe se optimized nahi hai jiske karn bhi lag karti hai to me aapko btana chahta hun ki ye bhi karn ho sakta hai lekin ab esha nahi hai ki agar aapka phone 6GB ram ka hai fir Lag nahi karta hai kabhi kabhi aapko isme bhi lag dekhna mil jata hoga.

To me jo config dene wala hun wo bahut jayeda kamal ka hai kyunki isme aapko bahut kuchh mil jata hai jis se aapka lag bilkul bhi nahi karta hai to iske liye niche me aapko puri step btaunga lekin aapko ye article ko dheyan se padhna hoga to aye jante hai.

Must Read: Joker Bundle Glitch Config

Free Fire Max Me Lag Kya Hota Hai

Ab bat karte hai ki free fire max me lag kya hota hai to me aapko btana chahta hun ki jab aap free fire max khel rahe hote hai to aapka game kabhi kabhi ruk jata hoga ya fir jab aap kisi enemy ko marte honge tab aapka game ruk jata hoga to ese situation me aapka game lag karta hai. Or Jis jagah pe jayeda enemy hota hai wahan pe aapka phone jayeda lag karta hai.

Jiske karn aap enemy se kill ho jate honge or aapka mobile lag karne ke karn aap match bar bar har jate honge to ese me aap bahut jayeda sochne lagte honge ki ye free fire max lag problem ko solve kaise kare to ye chij bahut sahi hai kyunki jab aap achhe se khel hi nahi sakte hai to match jitenge kaise or pro players kaise banege.

Dosto Aaj ke samye me bahut se chhote chhote Free fire plyers hai jo kafi achha khel lete hai lekin ese bhi hai jiske pass mobile achha nahi hai lekin game bahut achha khel leta hai to aap jayeda na soche jo me aapko free fire max lag fix config file dunga use aap achhe se apply kar lijiyega.

Free Fire Max Lag Fix Config File Download New Update

Dosto me aapko btana chahta hun ki ye jo tarika hai wo sabse best hai iske sath me aapko kuchh tips dene ka kosis karunga jisse aapko or jayeda help ho free fire max lag ko fix karne me to jo me aapko niche free fire max lag fix config apply karne ke bare me btaunga use aapko dheyan se apply karna hai.

Step1. Sabse Pahle aapko me btana chahta hun ki aapko ek file download karna padega jo free fire max lag fix config file hoga to ise aap yaha se download kar le or iska password niche hai isiliye dheyan se article ko padhe.

Extract You Zip File Config

Step2. To jaise hi free fire max lag fix config file download kar lete hai iske bad aapko ek z-archiver apps ko download or install karna hoga to iske liye aap google play store se download kar sakte hai.

Step3. To jaise hi aap dono chij download kar lete hai iske bad aapko zarchiver ko open karna hai iske bad aapko lag fix config file ko extract karna hai kyunki ye zip file me hoga to is application ke help se extract kar le.

Step4. To jaise hi extract kar lete ho iske bad aapko ek file milega to aapko us file ko copy kar lena hai or Aapko niche ke location me jaa kar paste karna hai.

Paste Your File in Data Folder

Step5. To jaise hi paste kar dete ho iske bad aapka kaam yaha par ho jata hai yani ki ab aapko sirf mobile ko restart karna hai iske bad aapko game open karna hai or koi match ko khelna hai aap dekhenge ki aapka game me lag fix ho jayega kyunki ye config file 100% work karti hai.

Free Fire Max Lag Fix Pro Tips

Dosto ab baat karte hai ki kaise hamlog apne phone ko optimized kar sakte hai jisse aapka phone lag na kare kyunki sirf config ko apply karne se lag fix nahi ho jata hai iske liye aapko phone ko optimized karna hi hoga tab jaa kar aap apna lag fix kar sakte hai to aaye jante hai iski puri jankari.

 1  Background Apps Close Kare

Dosto jab aap game ko khelte hai to aap dekhte honge ki aapka phone ke backgound me bahut sara apps run karta rahta hai kyunki ham use puri trah se close nahi karte hai Jiske karn hamara phone lag karta hai to iske liye jab bhi aap game ko khelna shuru karte hai sabse pahle background apps ko close kare.

 2  Internal Storage Khali Rakhe

Iske baad hamara sabse jaruri chij hai ki aapko internal storage ko khali rakhna hai kyunki agar aap apna internal storage khali nahi rakhte hai to aapka phone lag hoga jiske karn aapka game bahut lag karega to ye bhi baat ko aap dheyan se follow kare.

 3  Internet Speed Fast Rakhe

Dosto ab aapko apna internet speed ko dekhna hai ki fast hai ya nahi hai agar aapka internet speed fast nahi rahega to aap akin manye aapka PING bahut high rahega jiske karn aapka phone lag karega to ap ye baat ko dheyan me rakhe ki aap apna internet speed fast rakhe.

 4  Unused App ko Uninstall kare

Dosto ab hamara sabse aakhiri tips ko ye follow karna hai ki jab aap apne game ko khelte hai to usse pahle aap ye dekhe ki aapke phone me ese kitne apps hai jiska koi kaam nahi hai agar aapko koi unused app dikhta hai to use aap uninstall kare or jitna kam apps ho aapke phone me utna hi aapke phone ke liye achha hai to ye baat ko aap dheyan me rakhe isse aapko fayeda hoga.

Free Fire Max Lag Fix Config Supported Device

Ab baat karte hai ki free fire max me ye sabse jayeda kisme support karti hai to me aapko btana chahta hun ki agar aapka RAM 1GB ka hai to ye config bahut achhe se support kar lega. lekin iske liye aapko apne internal storage or bahut kam application ka istemal karna hoga.

Me aapko btana chahta hun ki free fire max lag fix config file 60fps 1GB, 2GB, 3GB, 4gb, 6GB RAm tak bahut achhe se support kar leta hai or agar aapka Ram 8GB hai to ye config ko apply karne ki koi jarurat nahi hai. Kyunki usme aapka game lag nahi karta hai.

Ab aapke man me ek question jarur ayega ki kya ye config file ka istemal ham sab mobile me kar sakte hai to me aapko btana chahta hun ki aap araam se istemal kar sakte hai iske liye aapko koi problem face nahi karna padega.

Features of Lag fix Config File in Free Fire Max

Ab baat karte hai ki isme aapko kiya features milne wala hai to me aapko btana chahta hun ki isme aapko bahut kuchh milne wala hai yani ki iske andar aapko bahut kuchh ka fayeda milega. Dosto kai bar kya hota hai ki aapka mobile heat hone lagta hai jab aap koi config ko istemal karte hai to lekin ye config file me aapko ye sab problem nahi hoga.

  • Latest Update Config File
  • Game Lag Problem Fixed
  • Fixed Heat Problem
  • Smooth gameplay
  • Easy To apply
  • Password Protected

This Config File Safe or Not?

Ab aapke man me ek question jarur ayega ki kya ye config file ko istemal karna sahi hai ya nahi to me aapko btana chahta hun ki ye config file ka istemal karna bilkul sahi hai isme aapko kisi bhi trah se koi problem nahi hota hai kyunki isme aapka kisi bhi trah se cheating config nahi hai.

Bas ye config ko free fire max lag fix karne ke liye bnaya geya hai. Lekin free fire ye accept nahi karta hai ki aap kisi bhi trah se koi alag se file ko add karo. Iska matlab yah hai ki aapko officially esha karne ka allow nahi milta hai. Lekin aap ye kar sakte hai isse aapko kisi bhi trah se koi dikat nahi hota hai.

Conclusion

Dosto maine aapko bahut hi details me ye btane ka kosis kiya hun ki kaise aap apna free fire max lag fix config file new update ko istemal kar sakte hai or bhi bahut ese tarike uske andar btaye hai jo kafi jayeda work karti hai. Kai bar esha hota hai ki config file work nahi karti hai jab new update aati hai lekin jo me aapko tips diya hun wo hamesha kaam ayegi.

To mujhe umid hai ki aapko ye article pasand aya hoga ki kaise aap lag fix kar sakte hai kyunki maine aapko bahut hi details me jankari de diya hai agar aapko ye article pasand aya hoga to apne dosto ke sath jarur share karna taaki sabko help mil sake.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here