What To Do Before Publishing a Blog Post In Hindi

Aaj kal ke time me number of creator hamesha increase hoti jaa rahi hai sab log aaj ke time me internet se paisa earn karna chahte hai or apna khud blog website ko create karte hai or apna article ko fir publish karte hai (What To Do Before Publishing a Blog Post In Hindi) lekin kai saare creator publish karne se pahle.

apna post ko achhe se optimize nahi karte bahut saare chijon pe jara sa bhi care nahi karte hai kyunki beginners time me bahut jald baji hoti hai article publish karne ki or u publish kar dete hai or fir uska article me traffic nahi aa pata hai fir o demotivate ho jaate hai to aaj ke iss article me mai apko btaunga ki blog (What To Do Before Publishing a Blog Full Details Information Post In Hindi) ko post karne se pagle apko kin kin bato ko dheyan rakhna hai.

What To Do Before Publishing a Blog Post In Hindi

 

what-to-do-before-posting-a-blog

What To Do Befor Publishing a Blog Post

Mai apko kuchh tips dunga for example:-
On page SEO karna picture optimization karna meta tags likhna description likhna keyword add karna social meta tags use karna author bio likhna in shaare chijon pe details me apko Publishing blog tips  btane wala hu iss post ko pura dheyan se padhna.

1) Ek draft bnaye

Agar app bahut hi behtrin content likhna chahte ho to app pahle ek draft bnaye kisi bhi software me achhe se or fir apko achhe se internet se kuchh uske baare mai jaane bilkul achhe se fir waha likhe or ek post mai apko 5 – 6 hours time deni hai ek post ko likhne mai isse apka article viral hone ki chance bahut jaida ho jati hai.

2)Apna Words Spell Check kijiye

Agar app article likhne time mai jra sa bhi care nahi karte hai tab apka article online reputation ko kharab karta hai or fir rank ki decrease kar deta hai. Note:-Pahle app apna post ka article ka words ko spell check kare or grammatical errors ko sahi kare.

Iske liye app MS Word Ka use kare o post likhne ke liye apko bahut help karega word spell ko btata hai grammatical errors ko btata hai jisse app apna content ko good bna sakte ho Iske sath hi kuchh paid software hote hai jo apke content ko detect karta jo bhi galti hota hai chahe o kitna bhi chhota kyun na ho.

3)SEO Par Dheyan Deni Chahiye

Apka Article Dusre ke liye bahut hi usefull ho sakti hai or app ek brand ho sakte ho agar app apne article ke keyowrd pe dheyan de kar likhe tab apko internet se search karke ek keyowrd par target karna hoga jisse ki apke blog par hamesha traffic aate rahe.

Or ek baat ka hamesha apko dheyan rakhna hai ki apka organic traffic hi apka article ko value wall bna sakte hai kyunki agar apka content ke baare me koi search akrta hai or apka search engine se apke blog tak aye hai or waha pe pura article ko apdhte hai yani ki apke blog par time dete hai tab apka content ki visibility pura badh jati hai.

Issliye agar app ek keyword par target karte hai tabapka search engine pe index ho sakta hai.

4)Article Par Apna Content Ka Link Add Kare

App apne article mai jo jaruri hai users ke liye jaisa ki apka article se matched karta ho uss article ko jarur apne page par add kare isse users ko ek trah ka facilities mil jati hai or jaida jaankari ko lene me or iss trah se apke blog ko boots milti hai or rank kar jaati hai.

5)Image Optimization Karna.

Kaha Jata hai na ki achhe suruwat hi apka 90% complete ho jana wese hi apka blog me hota hai agar app apna image ko achhe se bna rakha tab koi bhi users image ko dekhta hai tab o pakka apka article ko dekhega kyunki image mai sara kuchh beyaan kar deta
hai ki apka content me basically kya hone wala hai isse apka traffic jaida aane ka sambhawna ban jata hai.

Note:-

Kosis jarur kare ki apne post me ek image ho. apka image mai sahi tarike se design kya hona. Title ko achhe se likhna.Image achhe se dikhna.

6)Meta Tags Ko Check Karna

Apka meta tags yani ki description or keyword pe jaida care karna hai apko jo bhi title likhna hai description likhna hai or keywords saare se matched karta ho taki apke meta tags ko boost mil paye or title 55 characters me likhna hai or meta data ko 155 characters me likhna hai isse apko bahut hi article ko boost milega.

Apne Post Ko Social Shares Ke Liye Optimize Kare

Agar app apna post ko or jaida searchable banna chahte hai to apko social shares ke liye button ko add karna hoga jisse ki koi users agar apka post ko share karna chahe
to easy tarike se kar sake.

Apne Post Ko Social Shares Ke Liye Optimize Kare

Agar app apna post ko or jaida searchable banna chahte hai to apko social shares ke liye button ko add karna hoga jisse ki koi users agar apka post ko share karna chahe to easy tarike se kar sake.

Note:-

  • Apne post ke shuruwat or last page me social button add kare.
  • Apne post me lagbhag sara social button ko add kare

Tips:-

Agar app ek youtuber hai to app apna video ko jarur add kare isse apka bahut faida hoga search rank me.

8)Add Author BIO

Agar app apne blog ko sundar bnanna chahte hai to app apne author ke baare me bilkul sahi tarike se jarur likhe jisse apka blog ka ek brand milega or usme app author social links jarur add kare taki users usse communicate kar sake.

Note:-

Isme maine jo bhi apko btaya hai sara mera experience hai or ye saare tips ko app follow karke apna blog post ko rank karwa sakte hai Thank You

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here